Sunday, August 17, 2014

ATM ka often uses costly padh sakta ha? News in Hindi

ATM ka often uses costly padh sakta ha? News in Hindi
Mumbai, Novmber se ho sakta ha keh Apke ATM card ka often I mean bar-bar use costly padh sakta ha. Internet par Google news par Novbharat ke according Riserve bank ne 6 cities me ATM ka free use ko limited I mean simit karne ka decision liya ha. News ke according ho sakta ha ATM se Rupees, Amount nikalne k sath hi account ki jankari lene ke lye bhi limited use se ziyada ATM ka use karne par 20 Rupiye tak charge dena padh  sakta ha.
Internet par available news ke according Delhi, Hyderabad, Mumbai, Chennai, Bangalore and Kolkata me November se ATM se amount (Raqam) nikalne ki nai vyvastha (new system) lago ho sakta ha.
Bank agar is new system ko lagu I mean start karta ha to fir is ka effect aap ke pocket par zarur padhega and ATM ke often use par bhi break lagega. Normally hota yea ha ke at present agar ATM ke use par koi extra charge na ho to banda apni facility ke hisab se ATM se paise nikalta ha but agar is type se extra charge lagne lagega to phir ATM ka use soch kar hi karna hoga.