Wednesday, August 7, 2013

eid mubark me kiya kiya jata hai

eid ke din ek dosre ko mubark bad di jati hai our gale milakr ek dosre se muhababat our khushi zahir ki jati hai
chand dekhai denae ka masal ye hai. ke muslim ya islami tareekh me din our tareekh chand se chalti hai.
jab chand bilkul chota dikhai deta hai to 1 tarik mani jati hai yani pichla mahina khatam our new mahina shuru ho jata hai.
yani chand ke dikhte hi ramzan khatam our eid yani shaban ka mahina shuru ho jata hai.
chand agar nahi dikhai de to matlab ye ki abhi mahina khatam nahi hua laikn 30 din pure hone par chand ke dekhe bagair bhi ramzan khatm mane jate hain. our eid manai jati hai.
jab eid ho jati hai.
eid ke din siwai khai our khilai jati hai.

No comments:

Post a Comment