Tuesday, October 14, 2014

Ebola Virus Disease bimari ki jankari In Hindi me news



Ebola Virus Disease bimari ki jankari In Hindi me news

Ebola virus ki jankari : -

Ebola Virus disease (EVD) aik aisi bimari (Disease) hai jo first time Zaire me 1976 ko jankari mein aai thi. Is bimari ka shikar her 10 me se takriban 8 person ki death ho jati he. Ebola ka Better se better Ilaaj, treatment, medicine dhondne ki Insani koshish aaj bhi jari he. Hal hi me West Africa me Ebola ke patient samne aane par World level par Ebola ko lekar Alert jari kardiya gaya he. Is disease ko “dangerous disease” (in Urdu khtrnak bimari) mana jaraha he.
30, July 2014 ko Brittan me emergency meeting ki gai thi jis me health Officers ne ......
Ebola Virus ko stop karne ke lye every point par discuss kya. Is bimari ka world me at present jo dayra mana ja raha he who African Peninsula (African Jazira) he. It is inflectional disease. Infection disease hone ki wajah se Ebola virus tezi se felte (transfer hote) jate he. Internet and other media report batati he ke WHO (full form world health organization) ke according Ebola infection wali bimari he. ebola ke symptoms Achcank se bukhar ana (fiver), kamzori (weakness) , gale me kharash and maspeshiyo (muscle pain) me dard  bimari ke shruati lakshan (asraat) he. bad me phir Ulti (vomiting) hona, diarrhea kuch mamle me androoni and bahri raktstrav bhi ho sakte he. (Some information is according Wikipedia in English article)
Ebola Disease se kaise bacha jaye? How to avoid Ebola?
Ebola is an infection disease. WHO ki guideline ke according Ebola se effected (Ebloa rogi, mariz) patient ke blood and body fluids (it mean In Hindi sharirk drav) and direct contact ko avoid karna chahiye.
Patient ke use kiye Towel, Roomal etc. ke apas me use karne se bachna chahiye.
Ebola se bachne ke lye zaruri he ke un Arias (ialqo, chaitro) me travel na kiya jaye jhan yeah Ebola virus disease bimari felihui he.
It means jis tarha other infection disease se bachne ki koshish ki jati he is type ke precaution (ahtiyat) zarur karni chahiye.
(Not: - I am not a doctor. It is only informational news. Digai jankari humare effort, koshih ke mutabiq sahih he but in information ko aap self check zarur kare. It is according some media news. wikipedia website link http://en.wikipedia.org/wiki/Ebola_virus_disease )

2 comments: