Thursday, January 8, 2015

Paris attack News: Muhammad sahab ka cartoon banane wala cartoonist killed



Muhammad sahab ka cartoon banane wala cartoonist killed: Paris attack

पैगंबर मोहम्मद साहब का कार्टून बनाने वाला कार्टूनिस्ट मारा गया : पैरिस अटैक
Newspaper Charlie Hebdo editor and cartoonist killed in pairs attack. समाचार पत्र चार्ली Hebdo संपादक और कार्टूनिस्ट पेरिस हमले में मारे गए
अल्लाहू अकबर का नारा लगाते हुए, दो बंदूकधारियों ने एक पत्रिका के ऑफिस पर हमला कर दिया. With Allaho Akbar slogans, two gunmen attacked the office of a magazine.
According media news Paris ke aik newspaper Charlie Hebdo jisne Prophet Muhammad S.A.W. ka ka cartoon bana kar mazak urane wale cartoonist and magazine ke editor ko bhi mardiya. Media ke according is hamle me kam se kam 12 log mare gaye hain (12  people killed ).
Muslim community pehle hi is magazine ke cartoonist ke against world level par demonstration  kar chuki hai.
Islam me Hazrat Mohammad Sahab (s.a.w.) and other kisi ki bhi image photos, (even videos etc.) banana jaiz nahi he.
According media is attack ki ab tak kisi bhi group ne responsibility nahi li hai.
Peris ki is magazine newspaper ke office par pehle bhi attack ho chuke hain.
Is attack me newspaper Charlie Hebdo ke 4 senior cartoonist mare gaye hain and editor ko bhi goli mardigai.
Is type ke cartoon banane ka actual am kya tha? Is type ke cartoon banane se kya society ka kuch benefit tha? Ya only is ka am Islam religion ka mazak udana he.
Is type ke cartoon bana kar society ka koi faida nahi he. Kisi ko bhi kisi ke religion person ka mazak nahi banana chahiye.
इस हमले के बाद पूरे पेरिस में दहशत का माहौल है। After the attack, the whole atmosphere of terror in Paris. According media.
Is attack ko lekar latest news and videos India ke famous news channel breaking news ke tor se dikha rahe hain. Kuch Indian news ke according yeah attack IS (Islamic state) ne karaya hai. But actual news clear hona baki hai.

No comments:

Post a Comment