Thursday, June 19, 2014

Iraq ki taza Halat Zimeedar kon? News In Hindi Urdu post

Iraq ki taza Halat Zimeedar kon? News In Hindi Urdu post

World level par peas Aman qayam karne ke name par America and Britain ne Jab Iraq par  Hamla kiya tab Saddam Husain ki Hukumat iraq me qayam thi is doran iraq ke halat itne bure nahi the ke world level par log is se preshan ho but jab America and Britain forces ne Irak par attack kya and use destroy kardene ke baad waha secularism kayam kiya tab se ab tak Iraq ke halat day by day khrab hote ja rahi ha. America ne jin Islamic militants ko daba na chaha tha who aur bhi zyada mazboot hokar samne aarahe he. Today Iraq ki jo condition he agar is ko khrab mana jaye to is k zimmedari (responsibility) America and Britain aur us ke helpers ki hi ha.
Today Iraq me ISISL or ISIS jo ke Sunni Islamic group ha ne 10 se zyada cities par apna qabza kar Islamic state (Shariya Qanoon) lago karne ka Ailaan kardiya ha. ......>>

According news ISIS Baghdad shehar se 50 se 60 Km door ha. Iraq government ne officially America se hawai Hamlo ki appeal ki ha is bat se yeah bat aur saf ho gai ha ke Iraqi fouj ne Sunni military group ke age ghutne tek diye hain. America and Britain ab apni army ko Iraq me utarne ke lye tyyar nahi ho rahe ha yani America ne and Britain ne apni pichli ghalti ka ahsas kar liya ha ke who apne dream ko pura karna jitna easy samjhte hain wise easy nahi ha.
Kya America phir se Iraq par attack kar sakta ha?
 today news ke mutabiq halat yeah samne arahe ha ke iraq America ka ko Hawai hamle karne ke lye agree kar lega and ye bhi possible ha ke Iran and America jo abtak ak doosre ke Dushman the who ISISL ke against milkar lade. And Iran America ko Hawai Hamle karne me sport kar sakta ha.
Iraak me fanse many Hindustani
Iraq me many Hindustani people phanse huway he. Indian government it mean Modi sarkar ke lye yeah ak badi chunoti (challenge) ha ke who kaise jald se jald Iraq me phanse or aghwa kiye Indians ko apne ghar waps la sakte he? 40 Indian workers jo Mosul me Aghwa kiye gaye ha in k bare me External Affairs ministry spokesperson Sayyed Akbaruddin ne 19 June 2014 ko ak aur press conference kar yeah btaya ke forty Indian workers ke agwa hone ki location pata cahl gai ha but who ise media se share nahi karna chate for security purpose.
ISIS ka Baghdad par Qabza ho sakta ha?
Internet and TV news channel par jis tarha ki news arahi ha us se is bat ke imkan bhut zyada nazar arahe ha ke agar America and other countries is mamle me Dakhal (interfere) na de to is bat ki possibility bhut zyada ha ke Iraq ke shehar Baghdad par jald Sunni Islamic group ka kabza ho sakta ha. because aajtak Sunni militants ne Mosul, tirkite ke sath many cities ko apne qabze me le lyea ha.
Sunni and shia jhagde na kare
Today Iraq k jo halat bane huwe hain is condition me samajhdar logo ko sabar se kam lena chaiye and Sunni shia dono ko apse me jhagadna nahi chaiye Shia Sunni ikhtlaaf koi nayee bat nahi ha yea Sahaba ke dor se hi chale araha ha is masle, problem ka Hal fight, jhagda nahi ha. Sunni and Shiaa dono hi apne-apne Maslak par amal kare and apas me khoon kharaba dono hi ke lye bura, bad and wrong ha.

No comments:

Post a Comment